Naam Adaa Likhna - Lyrics


poochein jo koi meri nishaani rang heena likhna
gore badan pe ungli se mera naam aada likhna
kabhi kabhi aas paas chand rehta hain
kabhi kabhi aas paas shaam rehti hain
aao na aao na
jhelum mein behlenge
waadi ke mausam bhi ek din toh badlenge
kabhi kabhi aas paas chand rehta hain
kabhi kabhi aas paas shaam rehti hain

aau toh subaha jaau toh mera naam sabah likhna
barf pade toh barf pe mera naam dua likhna
zara zara aag waag pass rehti hain
zara zara kaangdi ki aanch rehti hain
kabhi kabhi aas paas chand rehta hain
kabhi kabhi aas paas shaam rehti hain
(shaamein bujhane aati hain raatein
raatein bujhane tum aa***e ho)

jab tum haste ho din ho jaata hain
tum gale lago toh din so jaata hain
doli uthane aayega din toh
pass bitha lena
kal jo miley toh
mathe pe mere suraj uga dena
(zara zara aas paas dhup rahegi
zara zara aas paas rang rahenge) - 2



 

Shaan Featuring Shreya...

Lyrics

Advertisements

www.carpati.org
www.searchromania.net
www.getalyric.com www.getamovie.org www.getamap.net viewweather.comwww.patentsmania.com#0.0192 sec 

All lyrics are property and copyright of their respective authors, artists and labels. All lyrics provided for educational purposes only.